WhatsApp Channel Updates Kaise Hataye | How To Remove WhatsApp Status Updates 2023

Hello Dosto es post me aapko bataunga WhatsApp Channel Updates Kaise Hataye | How To Remove WhatsApp Status Updates , yadi aap bhi apne Whatsapp se updates option hatana chahate ho to es post ko last tak read jarur kare.
                      
WhatsApp Channel Updates Kaise Hataye I How To Remove WhatsApp Status Updates 2023
WhatsApp Channel Updates Kaise Hataye I How To Remove WhatsApp Status Updates 2023

Sabse Pahle hum log jante hai ki Whatsapp updates new feature hai kya :- Whatsapp update ek new feature hai Whatsapp ka jisse aap channels bana sakte ho or jayda se jayda members ko join karwa sakte hai jaisa ki aap Telegram channel pe karte hoge channel bana kr thik usi prakar ka Whatsapp bhi ek new updates laya hai or ab aap Whatsapp status ke jagah update ka option dikh raha hoga , but ye bahut logo ko achha nhi lag raha hai jiske karan ke log apne Whatsapp se hatana chahate ha , to me aap es post ko bataunga steps by steps ki Whatsapp updates channel ko kaise hataye 

How to Revome Whatsapp Channel updates option
Steps 1. Sabse pahle aapko apna Whatsapp ka chat media photo video ka backup kar legi hai apne email add karke 

2. Whatsapp Backup karne ke liye aapko Whatsapp ke setting me jana hai phir aapko niche chat ke option me jana hai 

3 then aapko niche jana hai waha par aapko chat Backup ka option dikh jayegi aapko waha par click krni hai 
Phir aapko apna ek Gmail id select krna hai jisme aapka chat media file sab backup hogi 

4. Backup chat ke saath aap media file photos video bhi wahi se kr sakte hai to aap pahle apna Whatsapp ka backup karke rakhe sara data .

5. Jaise hi aap backup Complete kr loge uske baad aap apna Whatsapp delete karna hai ya clear all data krna hai Whatsapp ka uske baad aapka Whatsapp logout ho jayegi phir aapko Whatsapp ko uninstall kr deni hai wah wala Whatsapp

6. Phir aapko niche ek Whatsapp ka download link apk milegi usko aapko apne phone me download karni hai or apna wahi same number dal kar Whatsapp account login krna hai dhyan rahe aapko Whatsapp login karte time aapko chat Backup ka option select karke Whatsapp login karna hai jisse aap sara old data aa jayegi kuch bhi deleted nhi hogi 

7 bas ab aapka Whatsapp par se Updates ka option hat gya hai aap dekhoge to jaise pahle aapka Whatsapp tha waise aap jayengi Whatsapp status k option dikhega or Whatsapp status channel ka option hat jayengi 


Download Old Whatsapp Apk :- Click Here 


Ab aap pahle wala Whatsapp ka Mazza le sakte hai simple interface aapko Whatsapp ka dikhega 


Ye post aapko kaisa laga niche comment karke jarur batayen or jayda se jayda es post ko share karen thanku


WhatsApp Channel Updates Kaise Hataye | How To Remove WhatsApp Status Updates 2023




Post a Comment

Previous Post Next Post